|
Saibaba thank you very much baba for everything you gave me... baba abki mere maa baap ko nirash mat karna... ye llladka ko rishta jo aaya hai...usse humari baat pakki karwa dena baba... kyunki hume ye ladka bada acha laga hai... aisa lagta hai ise dekh kar "Ki sainath bas yahi mera saathi hai...jo mera har mod par saath dene ke liye humesha ready rahega...baba apki kasam baba hume ye ladka pasand aaya hai... aur mera dil kehta hai ki ye insaan mujhe apki taraf karnewali har ichaa ko puri karega sainath...
Baba hum to cahte hai ki aap kisi ko bhi niraash na kaare baba.. sabko uska acha aur sacha saathi dena baba....
Saibaba kisi bhi tarah ye rishta tay ho jaayee . hume aappar pura bharosa hai baba par sach me baba,,, ab mujhe dubara kisi aur ladke ki searching karne ka man nahi kar raha hai....
Sainath maharaj ,,, mere jeevan ki sabse badi icha hai ye... maharaj hume nirash mat karna...baba!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Mere ghar me bhi shub avsar ka mauka laauu mere mata pita ki aakhe taras rahi hai... hum keval apne mata pita ke liye hi nahi baba ... par aap har maa baap ke aakho ki aas ko pura kigiye baba....
|